Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sharaab hai shabaab hai ek se badh ke ek laajawaab hai aye dil deewane bol bol aur tujhe kya chahiye hooo dil deewane bol bol aur tujhe kya chahiye kya chahiye sharaab hai shabaab hai harjaayi teri har zidd poori hum karte aaye toone jisko bhi chaaha hum us pe marte aaye jidhar kaha udhar gaye har manzil se guzar gaye hum to teri hi maane bol bol aur tujhe kya chahiye kya chahiye chhuyenge sheikh jab angoor to keh doonga mahashar mein ye mai ki goliyaan khate the main peeta tha saagar mein ye hi wo sharaab hai shabaab hai ek se badh ke ek lajawaab hai aye dil deewane bol bol aur tujhe kya chahiye hooo dil deewane bol bol aur tujhe kya chahiye kya chahiye saaqi ki nazron se jo chhalke us mai ko pee le duniya jo chaahe samjhe tu jaise chaahe jee le jhijhak nahin laja nahin haalat apni chhupa nahin humse kar na bahaane bol bol aur tujhe kya chahiye kya chahiye chham chhama chham raqs karti huyi ye ajanta ki moorten bholi bhaali adaaon mein chhupi kaisi kaisi qaatil
zindagi ke ghum bhulane ke liye sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya bekhudi mein doob jaane ke liye sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya beete din kuchh iss tarah yaad aa gayeeee beete din kuchh iss tarah yaad aa gayeeee meri aankhon mein andhere chhaa gayeee inn andheron ko hatane ke liyeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya kab talak yun dar b dar phirta rahun kab talak yun dar b dar phirta rahun main sukoon e dil ki khatir kya karun aag zakhmon ki bhujhane ke liyeeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya mujhko le doobe naa mere ghum kahin mujhko le doobe naa mere ghum kahin ghut ke reh jaaye naa mera dam kahinnnn apni hasti ko mitane ke liyeeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya zindagi ke ghum bhulane ke liye sharaab ka sahaara maine
na mujhko hichki aayi na panv mera fisla arey arey arey arey na mujhko hichki aayi na panv mera fisla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla na mujhko hichki aayi na panv mera fisla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla garibon ne pee dhan waalon ne pee hai ye buddhon ne pee jawaanon ne pee hai zamaanon se ye to zamaanon ne pee hai ho oo karte ho do ghoont peeke hangaama dikhaate ho tum ye naya kaarnaama ho mama ho mama ab chhod do ye drama hey aira gaira to isko peene se darta hai arey koi kaleje waala hi ye pyaala bharta hai main bhar ke jaam duniya se haan main bhar ke jaam duniya se pyaar karne nikla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla tumhen dekh kar humko aati sharam hai zara socho kaisa tumhaara karam hai na imaan tum mein na koi dharam hai hoooo dharam kya hai bolo ye imaan kya
are haan haan re haan haan re haan haan re haan sharaabi sharaabi mera naam ho gaya ho sharaabi sharaabi mera naam ho gaya mera naam kaahe ko badnam ho gaya sharaabi sharaabi mera naam ho gaya aaa aaaa shayaron ne mujhko kaha jaane sharaab ho shayaron ne mujhko kaha jaane sharaab adibo ne mujhko likha safijana apne kis liye haan apne kis liye mujhe samjha kharab aisa kya mujhse koi kaam ho gaya mera naam kaahe ko ho badnam ho gaya sharaabi sharaabi mera naam ho gaya aap roz meri nazaron se peete rahe hoo aap roz meri nazaron se peete rahe iss nashe ke sahare pe jeete rahe lekin khuda ki kasam aap bade khudgaraz hain ho maine pee to mujhpe ye ilzaam ho gaya mera naam kaahe ko badnam ho gaya sharabi sharabi mera naam ho gaya ooo aapko dekh ke yaad aya mujhe apne sheeshe se kyun banaya mujhe apko dekh ke yaad aya mujhe apne sheeshe se kyun banaya mujhe patharon ki zameen pe giraya mujhe toot ke dekhiye sheesha jaam ho gaya haaye raam toot ke dekhiye sheesha jaam ho
sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam suhaani suhaani ye koyal ki kooke uthaati hai seene mein reh reh ke hooke chhalakti hai masti ghane baadlon se ulajhti hai nazren hasin aanchalon se ye poornoor manzar ye poornoor manzar ye rangeen aalam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam gulaabi gulaabi ye phoolon ke chehre ye rimjhim ke moti ye boondon ke sehre kuchh aisi bahaar aa gayi hai chaman mein ke dil kho gaya hai kisi anjuman mein ye mehki nasheeli ye mehki nasheeli hawaaon kaa parcham khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam ye masum salona ajab gul khilaaye umange utha de umeeden jagaaye wo betaabiyaan dil se takraa rahin hain ke raaton ki neenden udi jaa rahi hain ye sehar e jawaani ye sehar e jawaani ye
du duru duru du du du duru du du du sharabi aankhen gulabi chehra sharabi aankhen gulabi chehra kaisa lage mera dilruba dil mera dilruba dil mera gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera dilruba dil mera dilruba gulabi chehra ye zulfein kya lage jaise chhanv dhale meri chale to iss chaanv mein bita doon sari zindagi haan ye nazar yaar ka ghar haay pagle yaar se alag duniya mere ghar ki hogi aur bhi du duru duru du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye badan kya sajan haan kya kehne tumse milun to kuchh yaad nahin aaye chaahat ke siwa haan ye baahein pyaar chaahen haa haay diwaane kaam in bahon ka aur bhi to hoga chaahat ke siva du duru duru du du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye kamar haan magar naa meri jaan yun hi to log bekaar nahin bharte aahein subah shaam aa zalima dilruba o nadaan jaan dilruba ke alava
sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aap se rooth ke hum jitna jiye khaak jiye aap se rooth ke hum jitna jiye khaak jiye kayi iljaam liye aur kai iljaam diye aaj ke baad magar kuchh bhi na kehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai mmm hmm hmm der ke baad ye samjhe hain mohabbat kyaa hai ab humein chaand ke jhoomar ki zuroorat kyaa hai pyaar se badh ke bhala kaun sa gahena hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga aapke pyaar ka bimaar humaara dil hai aapke pyaar ka bimaar humaara dil hai aapke ghum ka kharidaar humaara dil hai aap ko apna koi dard na sehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga
sharifon kaa zamaane mein aji bas haal wo dekha ke sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine muhabbat karne waalon kaa yahaan anjaam wo dekha ke muhabbat chhod di maine muhabbat chhod di maine sharaafat chhod di maine chhudaa ke haath apno se chali aayi main gairon meinnnnn chali aayi main gairon mein pehan li ghunghruon ki phir wohi zanjeer pairon meinnnn wohi zanjeer pairon mein main gaaungi main naachungi ishaaron pe sitamgaaro ke bagaawat chhod di maine bagaawat chhod di maine sharaafat chhod di maine naa heera hai naa moti hai naa chaandi hai naa sona haiiiii naa chaandi hai naa sona hai nahin kimat koi dil ki ye mitti ka khilona haiiiiii ye mitti ka khilona hai meri deewanagi dekho ke kehnaa maan ke iss dil ka ye daulat chhod di maine sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine muhabbat karne waalon kaa yahaan anjaam wo dekha ke muhabbat chhod di maine muhabbat chhod di maine sharaafat chhod di maine
sharma ke naa jaa sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman kuchh soch main hardam kyun tera peechha karta hoon zara aankhon mein aankhen daal ke tujh par marta hoon par kehte huye ye darta hoon jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman tujhe husn pe apne naaz mujhe apne dil par sur milenge kaise main hoon mom aur tu pathar haaye kaisa pada hai ye chakkar jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman mat bhool ke ik din aisa bhi to aayega jab ishq ke aage husn ka sar jhuk jaayega phir khul ke mera dil gaayega jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma
sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain kuchh aise nazar waale bhi hain jo chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin aana sambhal ke pardaa nasheenon ke saamne jhukti hai zindagi bhi haseenon ke saamne mehfil mein husn ki jo gayaa shaan se gayaa jis ne nazar milaayi wohi jaan se gayaa betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin ye nazo adaa ke matwaale bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale nazren jo na hoti to nazaara bhi na hota duniya mein haseenon ka guzaara bhi na hota koi na haseenon ko
sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se ab baat badh chuki hai haya ke maqaam se tasveer kheench li hai tere shokh husn ki tasveer kheench li hai tere shokh husn ki meri nazar ne aaj khata ke maqaam se aaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa duniya ko bhool kar meri baanhon mein jhool ja aawaaz de raha hun wafa ke maqaam se dil ke muaamale mein nateeje ki fiqr kya dil ke muaamale mein nateeje ki fiqr kya aage hai ishq zurm o saza ke maqaam se sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se
sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka na seene mein dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka ha ha na seene mein dabba na dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun arre parda kiye ye raat hai khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri ye tohfaa gulshan ka na paake yun gawaa ke ab jo bhi hai wo sab tere haath hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le bahana bholepan ka bana ke na sataa ke badi mushkil se phir aati ye raat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat
shayad kabhi na keh sakun main tumko kahe bina samajh lo tum shayad shayad mere khayaal mein tum ek din milo mujhe kahin pe gum shayad jo tum na ho rahenge hum nahin jo tum na ho rahenge hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin aankhon ko khaab dena khud hi sawaal kar ke khud hi jawaab dena teri taraf se bina kaam kaam karna jaana kahin ho chaahe har baar hi guzarna teri taraf se ye koshishein to hongi kam nahin ye koshishein to hongi kam nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho rahenge hum nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho ooooooo jo tum na ho jo tum na ho oooo
shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana saat phere mere sang sapne dekh rahi ho khili huyi dhoop mein taare dekh rahi ho nahin nahin baba chai nahin peena tauba meri tauba maaf kar dena inhi adaaon par to haaye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai na na na na na na na panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa la lala lala laa dillagi na karo chhedo na humko sanam haan kaho ghar chalo tumko
shayar to nahin hoon lekin shayar to nahin hoon lekin shayar ki nazar payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin saawan tere roop ki masti baadal teri zulf ka saya tere hothon ki muskane phoolon ka hai sarmaya ye chaand ka ghatna badhna teri hi to angdayi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin tere bol hain meethe nagmen khamoshi rangeen fasana jaagi jaagi si palkon mein khwaab hai koi deewana kadmon mein haya ne tere janzeer si pehnayi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin chehra jaise noor ka dariya aanchal hai ek bahta dhara aaj meri nazron mein jaise jannat ka hai nazara kya husn mila hai tujhko kya tune ada payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin shayar ki nazar payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin
she ne khela he se aaj cricket match she ne khela he se aaj cricket match ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw aaye jo hum field mein tad tad baaji taali are mukhde par hasinon ke aa gayi phir se laali san san karti ball se khud ko to bachaaya par dil batuye mein le gayi ek chumpe ki daali dil ke versis dil ka haar gaye hum match dil ke versis dil ka haar gaye hum match ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw humne jab ghumaaya pyaar ka ye balla are lailaaon ke tent mein mach gaya phir to halla jo bhi gend aayi to chauka hi fatkaara par hosh humara le gaya ik sadi ka palla un zulfon ke taar ne daale sau sau pench un zulfon ke taar ne daale sau sau pench ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw ek nazar mein dil bechaara ho gayaa lbw usne phenka leg break to humne maara chhaka out karta kaun humen hum khilaadi pakka armaanon ki crease se badh gaye hum to aage aur unki chaal dekh kar
sheesha e dil itna naa uchhalo sheesha e dil itna naa uchhalo ye kahin toot jaayega ye kahin phoot jaayega sheesha e dil itna naa uchhalo machalti jhoomti thandi hawayen kehti hain tadapti maujon ki chanchal adaayen kehti hain sanwaro zulf ko kaali ghataaen kehti hain ye bheegi bheegi suhaani fazaayen kehti hain hoooo oooo oooo sheesha e dil itna naa uchhalo sheesha e dil itna naa uchhalo nazaare ho gaye qurbaan inn nazaron par machal ke aa gayi lehren bhi ab isharaon par adaa se tairte phirte hain hum to dhaaron par karenge pyaar ka jaadoo jawaan bahaaron par hoooo oooo oooo sheesha e dil itna naa uchhalo sheesha e dil itna naa uchhalo sambhalo hosh ke dariya ka gehra paani hai naa doob jaao kahin bekhbar jawani hai jawaan bahaar kinaaron pe aani jaani hai zara khayaal rahe dil ajab nishaani hai hoooo oooo oooo sheesha e dil itna naa uchhalo sheesha e dil itna naa uchhalo
hooooo oooo ooooo oooo oooo ooooo aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa sheesha ho yaa dil ho sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai lab tak aate aate hathon se sagar chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai hoooooooooo kaafi bas armaan nahin kuchh milna aasaan nahin duniyan ki majboori hai phir taqdeer zaroori hai ye jo dushman hain aise donon razi hon kaise ek ko manaaun to duja rooth jata hai rooth jata hai rooth jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai baithe the kinare pe maujon ke ishare pe baithe the kinare pe maujon ke ishare pe hum khele toofanon se iss dil ke armanon se hum ko ye maloom na tha koi saath nahin deta koi saath nahin deta majhi chhod jata hai sahil chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai sheesha ho yaa dil ho duniyaa ek tamaasha hai
sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain kabhi jaan pe khel ke bhi jag mein kasmon ko nibhaaya jaata tha kabhi jaan pe khel ke bhi jag mein kasmon ko nibhaaya jaata tha jab waade bhulaane se pehle khud ko hi bhulaaya jaata tha ab kasmen kitni jhoothi hai aur waade kitne saste hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain aji pyaar sauda dilon ka hai jo ye vyopaari kya jaane aji pyaar sauda dilon ka hai jo ye vyopaari kya jaane ye pyaar to apni pooja hai daulat ke pujaari kya jaane apni har baat chhupate hain deewanon pe fikre kasten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho
sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani jab reit chamakti hai to lagti hai door se paani ye phool hai sab kaagaz ke lekin wo smajh naa paayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona kuchh log hai jo peetal ke kehte hai wo khud ko sona ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sharaab Hai Shabaab Hai Aatish (1979) 06:34 12807
 
Poster of Aatish (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 06:34   Song Number : 12807   

Sharaab Ka Sahaara Dil Ki Rahen (1973) 05:42 12330
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 05:42   Song Number : 12330   

Sharaabi Kehta Hai Mujhko Do Jhoot (1975) 05:32 39600
 
Poster of Do Jhoot (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pran, Aruna Irani, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:32   Song Number : 39600   

Sharaabi Mera Naam Chandan Ka Palna (1967) 05:28 32491
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:28   Song Number : 32491   

Sharaabi Sharaabi Ye Noor Jehan (1967) 04:14 12416
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Jhaptal
Duration : 04:14   Song Number : 12416   

Sharabi Aankhen Gulabi Chehra Madhosh (1974) 05:15 36268
 
Poster of Madhosh (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Helen, Rajesh Roshan
Duration : 05:15   Song Number : 36268   

Sharam Aati Hai Padosan (1968) 05:04 12417
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Raag- 
Abhogi
Duration : 05:04   Song Number : 12417   

Sharifon Kaa Zamaane Mein Sharafat (1970) 03:59 12489
 
Poster of Sharafat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 12489   

Sharma Ke Naa Jaa Tadpaa Shehnai (1964) 03:47 12491
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Johny Walker
Duration : 03:47   Song Number : 12491   

Sharma Ke Ye Kyun Sab Parda Chaudhvin Ka Chand (1960) 06:13 12314
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Others
Duration : 06:13   Song Number : 12314   

Sharma Ke Yun Na Dekh Neel Kamal (1968) 07:20 32312
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kumar
Duration : 07:20   Song Number : 32312   

Sharma Na Yun Joshila (1973) 04:13 18460
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 18460   

Shayad Love Aaj Kal (2020) 04:07 12095
 
Poster of Love Aaj Kal (2020)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2020
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Sara Ali Khan, Kartik Aaryan
Duration : 04:07   Song Number : 12095   

Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal Souten (1983) 06:27 21231
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 06:27   Song Number : 21231   

Shayar To Nahin Hoon Lekin Insaaf Ka Mandir (1969) 04:52 37369
 
Poster of Insaaf Ka Mandir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:52   Song Number : 37369   

She Ne Khela He Se Aaj Love Marriage (1959) 04:34 39364
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Duration : 04:34   Song Number : 39364   

Sheesha E Dil Itna Naa Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:36 12325
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:36   Song Number : 12325   

Sheesha Ho Ya Dil Ho Aasha (1980) 05:55 21234
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:55   Song Number : 21234   

Sheeshe Ke Gharon Main Sanam Teri Kasam (1982) 04:04 18274
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Reena Roy, Kamal Haasan
Duration : 04:04   Song Number : 18274   

Sheeshe Se Dastak (1996) 05:49 12321
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:49   Song Number : 12321